Pyar ki Shayari Best 30+ Collection
Hello guys Pyar ki Shayari Best 30+ Collection new Shayari lekar aagaya hu Ummed hai ki aap Logo ko bAhut pasand aayega agar Aapko Shayari video dekhna hai toh Shayari video link par click karke dekh sakte hai aur apne family friend and Gf bf ko bhi jarur share Kare aur hamare website par visit karte rahe ham is tarah ke Shayari pyar ki Shayari and romantic love Shayari bahut Shayari aapko hamare website par mil jayega toh list par click karke Shayari ka Maja lijiye
![]() |
| Pyar ki Shayari |
Pyar ki Shayari
❤️सभी के नाम परनहीं रुकती धड़कने💘💕दिलों के भी कुछउसूल हुआ करते है💞
Sabhi ke naam parNahi rukti dharkaneDilo ke bhi kuchWasul hua karte hai
💗बहुत अजीब है ये बंदिशेंमुहब्बत की💝💞नहीं उसने कैद में रखा न हमफरार हुए💙
Bahut ajib hai ye bandisheMohabbat kiNahi usne kaid mein rakha na hamFaraar hue
Pyar ki Shayari in Hindi
💗छुआ है उसने रूह को मेरेमैं यूंही उसे अपना मेहबूब नहीं मानता💟
Chua hai usne ruh ko mereMain yuhi use apna mehbub nahi manata
💝बहक ना जाय कहीं लौ की नीयतहोंठों से दिया तु बुझाया न कर💘
Bahak na jaay kahi Lau ki niyatHotho se Diya tu bujhaya na kar
Pyar Shayari
💕जुल्फें बांधा मत करो तुमहवाये नाराज रहती हैं💘
Julfe baandha Karo tumHawaye naraaz rahti hai
💜सादगी तो देखो उन नजरों कीहमसे बचने की कोशिश में❤️💗बार बार हमें ही देखती है
Saadgi toh dekho un nazro kiHamse bachne ki koshish meinBaar baar hame hi dekhti hai
![]() |
| Pyar ki Shayari |
Pyar ki Shayari
💗तुम सामने। आये तो अजब तमाशा हुआहर शिकायत ने जैसे खुदखुशी कर ली💝
Tum saamne aaye toh ajab tamaasha huaHar shikayat ne Jase khudkhushi Kar li
💗वो मेरा नहीं फिर भी मेरा हैये कैसी उम्मीद ने मुझे घेरा है💞
Wo Mera nahi Phir bhi Mera haiYe kase Ummed ne mujhe ghera hai
Pyar ki Shayari in Hindi
💖पांव हौले से रख कश्ती सेउतरने वाले💙💝ज़मीं अक्सर किनारो से हीखिसका करती हैं💞
Paau haule se rakh kashti seUtarne waleJamin aksar kinaaro se hiKhiska karti hai
❤️समंदर बेबसी अपनीकिसी से कह नहीं सकता💖💗हजारों मील तक फैला हैफिर भी बह नहीं सकता💝
Samandar bebasi apniKisi se kah nahi saktaHazaaro mil Tak faila haiPhir bhi bah nahi sakta
Pyar Shayari
💞भूख रिश्तों को भी लगती हैकभी प्यार परोस कर तो देखिए💗
Bhukh rishto ko bhi lagti haiKabhi pyar parosh Kar toh dekhiye
💝लड़ना चाहता हूं अपनों सेपर डरता हूं कि💞💘कहीं जीत गया तो हार जाऊंगा
Larna chahata hu apno sePar darta hu kiKahi jit Gaya toh haar jaunga
Pyar ki Shayari
❤️जिन्दगी को आसान नहींबस खुद को मजबूत बनाना पड़ता है 💖
Jindagi ko aasan nhiBas khud ko majboot banaana parta hai
💗नकली मुस्कुराहट हैउधार की हंसी है❤️💞असलियत और फरेब के बीचजिन्दगी फंसी हैं💝
Nakli muskuraahat haiUdhaar ki Hasi haiAsliyat aur fareb ke bichJindagi fasi hai
Conclusion: hello dosto toh mujhe pata hain ki aapko bahut pasand aaya hoga Pyar ki Shayari Best 30+ Collection agar pasand aaya ho toh comment karke apna best part jarur bataye love you take care
Tags:Pyar ki Shayari Best 30+ Collection,
Pyar ki Shayari,
Pyar ki Shayari in Hindi,
Pyar Shayari,


0 टिप्पणियाँ
Aapko is side PE kuch bhi dout ya problem lage toh please comment kare
Emoji