Couple Shayari Best 30+ Collection
Hello guys aaj ka hamara Shayari kuch you hai couples ke liye Jo ki wo padh ke khush ho jayenge Couple Shayari Best 30+ Collection ye Shayari couple Shayari hai toh ise padhe aur jayda se jayda enjoy Kare aur apne friend and gf bf ko jarur send Kare aur is website ki benfits ye hai ki aapko screen par press karke copy nahi karna parega copy ke button par click karke aur wo copy ho jayega toh ise jayda se jayda share Kare aur hamare website par visit karte rahe aur is tarah ke romantic Shayari, couple Shayari, love Shayari , sabhi tarah ke Shayari mil jayega toh enjoy Kare
![]() |
| Couple Shayari |
Couple Shayari
🧡कुछ कह गए, कुछ सह गए,कुछ कहते कहते रह गए🖤
Kuch kah Gaye kuch sah GayeKuch kahte kahte rah gaye
💛इस छुपने छुपाने के खेल में,जाने कितने रिश्ते डह गए,💗
Is chupne chupane ke khel meinJaane kitne rishte day gaye
Couple Shayari in Hindi
💟कुछ समझ गए, कुछ समझा गए,कुछ नासमझी करते रह गए,💕
Kuch samjh Gaye kuch samjha GayeKuch naasamjhi karte rah gaye
💞तूफ़ान की आहट सुनकर ही,कुछ बिन बरसात ही बह गए।💟
Tufaan ki aahat sunkar hiKuch bin barsaat hi bah gaye
Couple Shayari
💗आसानी से टूट जाऊ, वोइंसान थोड़ी ना हूँ,💛💖सब को पसंद आ जाऊ,चाय थोड़ी ना हूँ!💜
Aasani se Tut jaau woInsaan thori na huSab ko pasand aajauChai thori na hu
💖शायद तुझे कुछ बताना था?तेरी ख़ामोशी तो एक बहाना था!!💞
Sayad tujhe kuch batana thaTeri khamoshi toh ek bahana tha
Couple Shayari in Hindi
💝समझने का प्रयास मेरा पुरा था,जब भी में कुछ महसूस कर पाती,💖💟हर वक्त तेरे पास,अनकही बाते छिपाने का बहाना था।💗
Samjhne ka pryaash Mera pura thaJab bhi mein kuch mahsus Kar paatiHar waqt mere passAnkahi baate chipane ka bahana tha
💞ना जाने कोन सा अपना-सा अहसास ये,तेरे आजाने से मुझको हुआ,💟💖बस तेरे नाम से मेरे होंठो को मुस्काना था।
Na jaane Kon sa apna ahsaas yeTere aajane se mujhko huaBas Tere naam se mere hotho ko muskaan tha
Couple Shayari
💟पर जिदंगी बीत रही थी,
एसी अनचाही कशमकश में,💗
💖की मेरी राहो को तेरी राहों से दूर जाना था।
Par jindagi bit rahi thiAesi anchahi kashmkash meinKi Meri raaho ko Teri raaho se dur jaana tha
💞क्या करती में और तू ही बता,अनजाने रास्तों पर हमारा कहा ठिकाना था।💙
Kya karti mein aur tu hi BataAnjaane raasto par hamara kaha thikana tha
Couple Shayari in Hindi
💕सारे हादसो के ठहर जाने के बाद,ना जाने क्यों हैं मन में आज भी💛
Saare haadso ke thehar jaane ke baadNa jaane Kyu hai man mein aaj bhi
💟नहीं बदल सकते है हम खुद कोऔरों के हिसाब से💟💜एक लिबास हमें भी दिया हैख़ुदा ने अपने हिसाब से💟
Nahi badal sakte hai ham khud koAuro ke hisaab seEk libaas hame bhi Diya haiKhuda ne apne hisaab se
Conclusion: Hello Dosto Toh Couple Shayari Best 30+ Collection kesa laga comment me jarur bataye mujhe pata hai ki aapko bahut pasand aaya hoga toh der kis baat ki copy Karo aur share Karo
Tags:Couple Shayari Best 30+ Collection,
Couple Shayari,
Couple Shayari in Hindi,


0 टिप्पणियाँ
Aapko is side PE kuch bhi dout ya problem lage toh please comment kare
Emoji